Forums › Forums › Islamic Sharia › Selling Sacrificial Animals Hide
-
Selling Sacrificial Animals Hide
Posted by Saiyed juned Alimiya on June 24, 2023 at 7:14 amQurbani ki khalo ko sale karna jayaz nahi, tradional way me, isko kese samje?
Saiyed juned Alimiya replied 1 year, 4 months ago 2 Members · 8 Replies -
8 Replies
-
Selling Sacrificial Animals Hide
-
Saiyed juned Alimiya
Member June 26, 2023 at 3:14 am???
-
Umer
Moderator June 27, 2023 at 3:27 amPlease refer to the video below from 39:48 to 42:19
-
Saiyed juned Alimiya
Member June 27, 2023 at 4:19 amMean aap khalo ko hi mustahik ko de sakte he,khal sale karke uske ruppes bhi lekar mustahik ko nahi de sakte ye he tradional molvi ka mokaf,isko kese samje
-
Umer
Moderator June 27, 2023 at 4:22 amAisi koe pabandi deen main nhi hai.
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member June 27, 2023 at 5:16 amJume ki namaz me bayan me ek rivayat pes ki thi refrence yaad nahi raha
-
Saiyed juned Alimiya
Member June 27, 2023 at 6:11 amAbu dawud & ibne maza ki rivayat he, hazarat Ali ko mamur liya tha ki koi khal etc ko sale na kare
-
Umer
Moderator June 27, 2023 at 10:49 pmHazrat Ali ko mamur kiya thaa kai sab kuch sadqa kar dain, is par mamur nhi kia thaa kai sale kar kai sadqa nhi kar saktay. Aur na hi yai rawayati ulema ka moaqaf hai. Is riwayat sai koe Hukam akhz nhi kiya jaa sakta, kyunkai aik toh yai Nabi (sws) ki apni preference thii, is par unhon nai Musalmanon ko koe hukam nhi diya. Dusra yai kai Quran is baray main sarahat kar chuka hai kai Qurbani ko kaisay istemal main laya jaa sakta hai (Please see: Discussion 84337 • Reply 84400)
Neechay waali ahaadees ka mutalala karain:
https://sunnah.com/muslim:1317a
https://sunnah.com/bukhari:1717
Hanafi fiqh ka is baray main moaqaf jannay kai liya parhain:
https://islamqa.org/hanafi/daruliftaa/7959/selling-the-skin-of-the-sacrificed-animal-udhiyaqurbani/
-
-
Saiyed juned Alimiya
Member June 28, 2023 at 12:14 amJi jazakomullah
Sponsor Ask Ghamidi