-
How Can Prophet Ayub (sws) Preach If He Had Skin Disease
According to bible safarnama me jo ye baat he ki aiyub(as) ko skin deases tha jiski wajase koi karib nahi aata tha,ye baat ko kese samje,mean waqt ke prophet ko to dawat ka kaam karna hota he aeasi untouchable skin deases ho to log karib kese aaye & baat sune,mean aesa deases jo karahat peda na kare mean ye baat ko kese samje mean is had tak waqt ke prophet ke saath hona isme koi wrong baat nahi lagti? Mean bible ke safarnama me kuch jaydati he?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1585 days, 7,397 registered users have posted 58,128 messages under 16,153 unique topics on Ask Ghamidi.