-
Hurmat-e-Musahirat
Assalaam alaikum,
Miya biwi apne bachche aapas me khush o kurram zundagi guzarrahe the,
Ek din miya ke walid ne bahu jab sorahi thi bahalat e shehwat chu diya, aur sasur ne bosa bhi dediya,
biwi ne andhere me samjha ke shauhar hoga,
Ab yahan ke hanafi ulama kehte hain ke biwi ab shauhar ke sath hamesha ke liye Haram aur sasur per bhi haram, apne bacho ke sath akeli rahegi,
Kia bahalth e shehwat jaankar ya anjane me damad ka saas ko, sasur ka bahu ko, baap ka bbeti sirf chune se hurmat sabit hojati hai?
Muddassir Ahmed
Bangalore India
Sponsor Ask Ghamidi