Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Is Reciting Adhan In Newborn's Ear A Biddah?

Tagged: , ,

  • Is Reciting Adhan In Newborn's Ear A Biddah?

    Posted by Mohammad Hasan on July 27, 2023 at 12:08 am

    Please Ghamidi sahab ki video h jisme Ghamidi sahab ne explain kiya ho ki new baby k kaan me azaan dena biddat h

    Aur agr nhi h koi video to please Hassan sahab se khe ki ek video please banaye Ghamidi sahab ki jisme wo isko explain kre

    Umer replied 1 year, 5 months ago 3 Members · 5 Replies
  • 5 Replies
  • Is Reciting Adhan In Newborn's Ear A Biddah?

    Umer updated 1 year, 5 months ago 3 Members · 5 Replies
  • Ahsan

    Moderator July 27, 2023 at 12:26 am

    please see Discussion 1312

    • Mohammad Hasan

      Member July 28, 2023 at 6:09 am

      To ye ek biddat h

    • Umer

      Moderator July 29, 2023 at 6:57 pm

      Ji

    • Mohammad Hasan

      Member July 29, 2023 at 10:55 pm

      To bhai humne Ghamidi sahab k ek video me suna tha ye purani riwayat h aur ye hadeeso me bhi ata h to bhai ye biddat kaise h jaise salatul tasbeeh biddat nhi h

    • Umer

      Moderator July 30, 2023 at 12:35 pm

      ilmi tor pai toh uska biddat hona sabit hogaya hai laikin koe shaks agar Zaef Ahadees ka sahara lai kar ya unki sehat par qail hoo kar amal karta hai toh uskai zawiyai sai woh biddat nhi hai. ilmi tor par hum kahain gai kai yai biddat hai laikin itlaqi tor par kisi shaks par biddati honay ka fatwa nhi lagayne gai kyunkai us shaks kai nazdeek kisi na kisi surat main koe istadlal mojud hai (beshak wo ilmi satah pai kamzoor istadlal hi kyun na hoo).

You must be logged in to reply.
Login | Register