-
Hadith Regarding Etiquettes Of Sitting In The Way (in The Street)
Random reel nazar se guzri jisme me ek sheik farma rahe the ke nabi aliahisam ne sahaba ko mana Kiya rasto par baithne apne Ghar k darwaze k aage baithne se bhi mana farmaya! Han ek shart pe aap ne ijazat di k raah se guzarne wale har shaqas ko salam karo aur koi b khatoon nazar aur to unhe mat dekho tabi raste par baithna jaiz hai!
Koi sahib e ilm is hadees ka hawala de sakte hain? Neez iski sharah kya hai?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1808 days, 8,617 registered users have posted 63,477 messages under 18,274 unique topics on Ask Ghamidi.