-
Quran 59:9-10 – Does This Apply To Faith Of Sahaba Till Their Last Breath
Is aayat me sahaba ke imaan ka zikar he, according to arebic language kya iska itlaq till to last breath tak kar sakte he, kyo ki quran ki is aayat ke nuzul ke bad bhi ye sahaba live rahe,aesa is liye bhi ke surah 111 me Abu lahab ke bare me jo kaha wo uske saath ho kar raha,mean ye surah 111 naazil hone ke baad bhi live raha, isi tarah jab sahaba ki imaan ki baat hoti he wo bhi last breath tak ki hoti he aesa samje, kyoki baaz log ka kehana he ki ye basarate us time Tak ke liye he baaki life ke liye nahi he
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1625 days, 7,486 registered users have posted 59,018 messages under 16,476 unique topics on Ask Ghamidi.