- 
		Confusion In Inheritance Law Regarding Share Of A DaughterAgar kisi marhoom k wariseen mein sirf ek beta hai to use tarke ka pura hissa diya jayega Lekin Agar kisi marhoom k wariseen mein sirf ek beti hai to use tarke ka aadha hissa diya jayega Zahiran ye na-insafi lagta hai. Iska kya clarification kya explanation hai? Aur kya koi aesi bhi situation hai jismein ladki ko pura tarka mil sakta hai? 
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1926 days, 9,059 registered users have posted 65,872 messages under 19,158 unique topics on Ask Ghamidi.
        
    
 
		






