-
Quran 67:3 And Quran 67:15
Aayat 3 me 7 aasman ki baat he jabki aayat 15 me zamin ki bari aayi to sirf yahi zamin ki baat he iski illat kya ho sakti he,jabaki zamine bhi 7 he? Iske saath second question ye he ki istawa alal arsh wali aayat me zamin & aasaman ke bazaye zamino & aasmano ka ward kyo use nahi huwa mean zamin & aasman dono 7 he meal plural ward ka use kyo nahi??
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1591 days, 7,409 registered users have posted 58,262 messages under 16,211 unique topics on Ask Ghamidi.