-
Zakat On Production In Case Of Loss Or Low Profit
Hamaray fish farms hain, aur kuch raqba zeer e kasht bhe hy. Un par mehnat aur kharcha hamara apna hy. Humari gross income par 5% zakat aaid hoti hy. Hum jan’na chahtay hain keh agar hum ny 2 million kharch kia aur profit 100000rs hua tab hamari gross par zakat 105000rs banti hy jo profit sy ziada hy. Is mamlay main kia kya jaey ga?
Aur nuqsan ki soorat main zakat farz hoti hy ya is ki riayat hy?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1659 days, 7,588 registered users have posted 59,816 messages under 16,766 unique topics on Ask Ghamidi.