-
Repentance Of One Suffering From Terminal Illness
Quran me aya hei ki maut ke faristey jab koi dekh le ya darwaze pe khada ho to tauba qubul nehi hoti
Jaise ki feraon ki sath hua tha
Agar kisi ko cancer jaise bimari ho aur usko pata chal jaye ki woh jald hee marne wala hei
Phir woh apne bade gunah o se tauba kar le
Tab kya woh is category me ayega jo maut ki faristey darwaze pe khada hone par tauba ki bat hui hei
Kyki cancer me bhi log aj kal 1 -2 sal koi 5 sal tak bhi zinda rehta hei ghamidi sab ka kya rai hei isme
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1583 days, 7,393 registered users have posted 58,099 messages under 16,132 unique topics on Ask Ghamidi.