-
Does An Act Or One Sentence Of Kufr By One Spouse Terminate The Marriage?
Kya kisi musalman ka bina ilm k kisi cheez ka inkar karna ,maslan kisi ka yun kehna k allah hamare sath zulm kiya jawan beta chin liya humse ,yaha par Allah ki taraf zulm ko mansoob karna hai jab k allah zulm aur khata se paak hai aur yun kehna k allah ko zaroorat thi isliye liye apni taraf bula liya ! Bazahir ye do alfaz b kufriya hai k allah ko kisi zarorat ka hamil samjh a aur zulm ka murtakib samjhna ! Bar bohot se musalmano ko iska baat ilm nahi hota k ye jumla kufriya hai ! Fuqaha e ahnaaf aur digar muftiyan e ikram farmate hai k la Ilmi me b ye jumle kahna ek musalman ko kafir banadeta hai aur fauri nikah toot jata hai.ispar ulama e farahi ki kya rai hai
Sponsor Ask Ghamidi