Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Praying With Jamat While Travelling

Tagged: 

  • Praying With Jamat While Travelling

    Posted by Mohammad Hasan on September 17, 2023 at 3:44 am

    Safar me agr jamat de namaz mil jaye to kya jamat k sath namaz padhle h qasar krne ki jarurat h ki nahi

    Aur jaise do namaz jama krni h Hume ek jamat k padhle ek qasar krle dusri sahi hoga

    Umer replied 1 year, 3 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Praying With Jamat While Travelling

    Umer updated 1 year, 3 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator September 18, 2023 at 6:08 am

    Aap jamat kai saath bh Salah qasar kar kai parh saktay hain.

    Agar char rakat ki jamat hai toh aap dusri rakat par baith jayen aur attahiyat parh kai puri Salam phair dain. Qasar karna aap ki apni mari pai hai, agar aap chahain toh poori 4 rakat bh jamat kai saath parh saktay hain.

    Aur aisay bh karsaktay hain kai 4 rakat jamat sai puri parh lii aur baad waali dusri salah khud sai qasar parh lii.

You must be logged in to reply.
Login | Register