-
Vow/Mannat Of Reciting Darood-e-Ibrahimi
Assalamualaikum
1- Ager Kisi ne Mannat Mani ho ky yeh kaam hojay tu itni bar Darood Ibrahimi parhy ga tu Kiya yeh durust hai…is main koe shirk ka sawal tu nahi hai? Kiya yeh manaat durust ha aur puri krni chahye…Kiya Kisi b Naik Amal ko krne ki Manat man sakte hain?
Darood ALLAH ky Nabi ky Liye ALLAH ky Hazor main Dua hai tu Kiya yeh manaat jaiz ha…ap Nabi sy muhabat ka izhar krte hain ALLAH ki bargah ma Dua krte hain
2- Kiya Dua b Ibadah hai yah sirf aik Naik Amal hai
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1585 days, 7,397 registered users have posted 58,128 messages under 16,153 unique topics on Ask Ghamidi.