-
Custom Of Place Quran On Bridal Head During Rukhsati On Wedding
Assalamualaikum
Kuch countries main jaisa ky Pakistan etc main aik Custom hai ky bridal ki Rukhsti ky waqt Quran ko pakra jata hai aur bridal ky sir ky uper pakr Kr rukht Kiya jata hai…I know yeh koe Islamic Teaching nahi hai na Sunnah hai na Deen ka koe hukam hai lakin aik Custom ban Chuka hai Kiya yeh durust hai…aur agr pasandeda nahi hai tu Kiya phir b Kisi larki ki Shaadi ho aur Ghar k bary phir bhi insist krain ky nahi ye riwaj hai Quran ky saye main rukhsat krna beti ko Khush rhy Nazar na lagy etc etc tu Kiya yeh koe Haram kaam tu nahi Hoga? I know Aisa krne sy Khushi ki Guarantee nahi mil jati lakin jb ky yeh aik Custom hai tu Kiya koe yeh kry tu Kya gunah ka Kam tu nahi Haram tu nahi??
Sponsor Ask Ghamidi