Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Relative Rights On Our Money In Islam

Tagged: 

  • Relative Rights On Our Money In Islam

    Posted by Ashif Ahmed on November 5, 2023 at 8:40 am

    1.Agar koi ristedar paisa mangne aye kya ham na kar sakte hei paisa hone ke waojood

    2. Aur agar hamein bata ho unke ghar ke halat thik hei phir v koi pais mangne aye toh na dene par koi gunah toh nehi hei

    Kin halat o me madad nehi karne par gunrhgar hoga woh saks

    Umer replied 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Relative Rights On Our Money In Islam

    Umer updated 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator November 8, 2023 at 1:12 am

    1. Agar woh paisay aap nay apni kisi haal ya mustaqbil ki zarurat kai liya rakhay huay hain toh phir aap inkar kar saktay hain laikin agar woh paisay aap kai pass baghair kisi zarurat kai bas paray huay hain toh phir inkar nhi karna chaiyai.

    2. Agar yai baat wazeh hai kai mangnay wala na jaiz maang raha hai toh inkar karnay par koe gunnah nhi.

You must be logged in to reply.
Login | Register