-
Offering Salah Behind Imams Who Lack Khushu In Salah
Aajkal imaam hazraat ke peeche masjid me baa jamaat namaz padhne me Dil me thodi kaji si mehsus Hoti hai. iski wajah ye hai ki itna fast namaz padhate hai ki al-fateha aur tasbihaat mukammal nahi hopati. so namaz hogi ya nahi khatak mehsoos hoti hai lehaza Ghar hi me namaz Ada karna thik hoga k nahi? Hamari umr bhi 60+ hai. rehnumai farmaye. Jazakallahu khaira.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1676 days, 7,650 registered users have posted 60,195 messages under 16,919 unique topics on Ask Ghamidi.