-
Teaching Secularism And Liberalism In Educational Institutions
Hum dekhty hain ke humare mulk me universities me in nazariyat ki taleem di jati hai aur ye nazariyat bohat se mamlaat me islam se mukhalfat rakhte hain, to kia humein in nazariyat ki taleem deni chahiye apne mulk me agar deni chahiye to is ke kia fawaid hain aur hamara mazhabi tabqa is se nafrat karta hai aur yun maloom hota hai ke agar kabhi unko hukoomat mili to wo in nazaroyat ki taleem par pabandi aid karein ge agar hum nhi dein ge to kia ilm ki dunya me humein koi nuqsan uthana pare ga
Sawal ka maqsad ye hai ke in nazariyat ko parh ke bohat se log in se mutasir bhi hote hain to kia inko na parhane se humein koi nuqsan ho ga aur kia inko na parhane se hum ilmi tor par peeche ho sakte hain?
Is ki wazahat farma dein
Sponsor Ask Ghamidi