I don’t know what ghamidi sahab would say but i think that guy is surely inspired by DC or Marvel un ka fans sa paishgi maazrat but sis baat ye ha ke quran na tow science ki kitab na hi medicine ki ye tow allah ka mohkamat ki aur insan ko zindgi keise guzarni ha aur akhirat mein keise surkhro hona ha. Rahi baat ke science ka agar kuch facts quran sa prove bhi hojatay tow ye quran ka sach honay ki daleel le saktay hain lekin zarori nahi ke science agar koi cheez prove nahi kar par rahi tow quran ghalat hoga nauzbillah. Quantam physics which btw khud kisi invention ya kisi prove ka dawa nahi karti its all hypothetical with a few theories and zero inventions which is an important reason why we should never mix religious text with science kyunka science Supernatural claim nahi karti kyunka uska scope nahi ha its all bunch of theories which can be changed over time.
Quran aeik religious text ha from our supreme creator usko pooray dil aur lagan sa parhain samjhain aur apni duniya mein practice karein takeh akhirat mein kamyab hosakein. Science aur religious text ko apas mein jornay sa guraiz karein kyunka ye bohot sa ishkalat ka zaria banta ha.
Hope that answers your question sister. Salamun alikum