-
Maa Ka Beti Ke Sath Rawiya
Agr aik maa aik beti par be waja aur be inteha tashadud karti hai, albata wo ghar ke kisi betai ya dusre choti betiyo par ye bartao na kare, wo beti apni shauoor ki umar me ho lekin maa har waqt us par tashadud kare gaaliya de, ye kahai ke tum ko jeena bhi nahi chahiye aur is ke ilawa us ke kirdar par tohmat lagaye. is hadh tak kare ke wo larki suicidal yani khudkashi karne ki koshish bhi kare, is me shariat aur allah ke qanoon ke lihaz se beti ko kya hukam hai aur maa ko kya hukam hai?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1754 days, 8,009 registered users have posted 62,301 messages under 17,798 unique topics on Ask Ghamidi.