-
Effects Of Past Acts On Presents
Assalamu alaikum. Sawal ye he k aik shakhs he jis ne ab deen ko samajhne or amal krne ki niyat krli he or us k hisaab se aainda k maamlat ko deen k mutaboq rakhne ki neeyat pr he. Ab maazi me agar wo ye janta b he k
1) namaz farz he or is pr pakar he lekin sakhti se faraaiz k adaigi pr sanjeeda nahi tha. Ab wo apni chooti namazen b ada kre ya bs taoba or aainda ki adaigi ki paabandi kre. Laazim hukm kya he vs mazeed kya krlena chahiye , dono waazeh farma dijiye.
2) isi trah maazi k maali maamlat jis me loan pr li hui koi cheez jis pr interest b ada kia gya ho, wo agar haal me milkiyat he or istemaal me he, taoba or aainda k maamlat deeni ehkam k mutabiq kre to wo maazi ki cheez rakh skta he khwah wo maveshi ho ya bike car riksha ya ghar. Ya us cheez se kisi tor chutkara b lazim he. Laazim hukm kya he vs mazeed kya krlena chahiye , dono waazeh farma dijiye.
Kindly references or baqiyah 5 fiqh ise kese daikhti hen ise b wazeeh krden.
Sponsor Ask Ghamidi