-
Nikkah
Kya Pasand ka nikkah karna larkay ya larki ka deeni Haq hai? Iss mein maa baap k faisle ki kitni ahmiyat hai..Kya agar Pasand ka nikkah kiya jaye to ye maa baap ki na farmani hogi? Hamari society mein maa Baap aksar iss ko bura samajhte hain or kehte hain k aulad na farman hai agar Pasand ka nikkah Karne ki zidd karti hai…. JazakAllah
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1783 days, 8,517 registered users have posted 63,069 messages under 18,108 unique topics on Ask Ghamidi.