-
Quran 59:16-17 – A Person Who Commits A Sin And A Person Who Provokes Him
Surah hasr ayat 16-17
Agar koi kisiko gunah ke liye provoked kare
Aur dono sath milke gunah kare lekin bad me jisne provoked kiya tha woh ehas hone par tauba kar le aur gunah karna chor de lekin jisko provoked kiya tha woh ab bhi kar raha hei ab woh mana karne lar par bhi nehi manta toh kya is ayat ke mutabik dono jahannami hei aur tauba kar lene wala munafiq hei ? Please rehnumai kare
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1645 days, 7,543 registered users have posted 59,440 messages under 16,632 unique topics on Ask Ghamidi.