Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Biwi Ko Bahir Mulk Se Ghar Walon Se Chori Pese Bhejna

  • Biwi Ko Bahir Mulk Se Ghar Walon Se Chori Pese Bhejna

    Posted by Shaban Khalid on June 18, 2024 at 2:05 am

    Aslam Alaikum,

    Umeed hai sb theek honge. Jo ladke ya marf beron mulk kaam k liye jaate hain. Baaz okaat joint family system ki waja se unko ghar walon se chori ya maan baap se bhi chori kuchh pocket money bhejni parhti hai. Lekin kayi log un mein se iss kashmakash ka shikar dekhe hain k walidyn se chupa kr wo guilty hain ya gunnah samuhte hain iss baat ko. Aur kayi log phr issi dar ki waja se apni biwi ki khushiyon ya zrooriyat ka khyal nhi rakh paate. Iss baare mein aik clip record krwa dyn ye aik bht bda masla hai bahir rehne waale nojawan ladkon k liye khaas kar jo abi joint family mein reh rhe hain ya jin ki nayi nayi shadi hui hai. Shukria!!!

    Nadeem replied 3 months, 2 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Biwi Ko Bahir Mulk Se Ghar Walon Se Chori Pese Bhejna

    Nadeem updated 3 months, 2 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • Nadeem

    Member June 18, 2024 at 6:14 am

    You are under no obligation from Allah to share with your parents or siblings how much money you send to your wife. Your primary responsibility is to take care of your wife and children. Taking care of your parents is a charitable work and a secondary responsibility after taking care of essential needs of your wife and children.

You must be logged in to reply.
Login | Register