Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Tafseeri

  • Posted by Hamas Mazarzai on June 26, 2024 at 1:03 am

    Agar hum kisi school of thought ki baat manlein, aur wo apne ander khamiya bhi rakhsakta hai, for example, Agar mujhe koi baat aapki passand I deen se related , Lekin Wo Baqi tamaam fiqh ke thought se alag hai, aur unko bhot ikhtalaf hai aap ke ek makhsoos point se, To mere swal ye hai ke kiya Agar roze akhirat Allah ki bariga mein pta chal jae ke aap galat they, ya aapse koi galati hui hai, to kiya Allah ke huzoor aapki pakrai hogi, aur wo log jo aap ki baat mante they unki bhi pakrai hogi,

    Ghamdi sahab qasam se bhot becheni hai, rehnumai farmaye

    Dr. Irfan Shahzad replied 2 days, 15 hours ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Tafseeri

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 26, 2024 at 6:28 am

    انسان اپنے فہم کا مکلف ہے۔ انسان کا کام بس یہ ہے کہ پوری دیانت داری اور عقل و فہم کو استعمال کرتے ہوئے ایک راے اپنائے۔ وہ راے غلط بھی ہوگی تو اللہ کے حضور پکڑ نھیں ہوگی بلکہ اجر ہی ملے گا۔

You must be logged in to reply.
Login | Register