-
Reading Quran Translation In Wrong Order
Dekha mana Quran pahla bohut dfa parha howa ha ab mana tarjuma ka sath shuro Kiya ha lakin mana surah yousaf sa start kiya tarjuma ka sath to picha 11 surah mana tarjuma ka sath nahi parhi agar ma Abi ya khtm kro end tak tarjuma ka sath to wo Pura Quran tarujma ka sath khtm ni Hoga na q ka mana picha 11 surah tarjuma ka sath ni parhi to agr ma sa khtm kr ka sirf pichli 11 surah tarjuma sath parh lo phr Quran khtm ho jaye ga asa ka ni ?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1754 days, 8,010 registered users have posted 62,332 messages under 17,803 unique topics on Ask Ghamidi.