- 
		Repentance Of One Suffering From Terminal IllnessQuran me aya hei ki maut ke faristey jab koi dekh le ya darwaze pe khada ho to tauba qubul nehi hoti Jaise ki feraon ki sath hua tha Agar kisi ko cancer jaise bimari ho aur usko pata chal jaye ki woh jald hee marne wala hei Phir woh apne bade gunah o se tauba kar le Tab kya woh is category me ayega jo maut ki faristey darwaze pe khada hone par tauba ki bat hui hei Kyki cancer me bhi log aj kal 1 -2 sal koi 5 sal tak bhi zinda rehta hei ghamidi sab ka kya rai hei isme 
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1924 days, 9,053 registered users have posted 65,840 messages under 19,141 unique topics on Ask Ghamidi.
        
    
 
		







