Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Fidya In Case Of Permanent Sickness

Tagged: 

  • Fidya In Case Of Permanent Sickness

    Posted by Juned Khan on September 9, 2025 at 6:51 am

    Is aayat me musafir; bimar ke liye rukhasati he,to phir old person ya mustakil illness walo ke liye kya hukam he, traditional way me unke liye ek miskin ya half sa mean 1.25 kg ek roze ke fidiya ye sahi he? Ya phir dusara kya ho sakta he?

    Umer replied 3 weeks ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Fidya In Case Of Permanent Sickness

    Umer updated 3 weeks ago 2 Members · 2 Replies
  • Umer

    Moderator September 10, 2025 at 12:47 am

    Ji asal hukam yahi hai kai roza poora kiya jayega baad main.

    Pehlay jo Fidya ka hukam bayan hua thaa Ayat 184 main, usko ayat 185 main mansukh kardiya gaya.

    Laikin agar kisi ko aisa ‘usar’ lahaq hojaye jis main beemari permanent noiyat ka hoo, us par Quran hi ki ayat 184 ki roshni main ulema nai ijtihad kiya hai kai aisi soorat main jo neechli soorat ayat 184 main bayan hue hai fidya waali, usi par amal kar kai fidya ada karna chaiyai.

    Aik din ka khana jo insan khud khata hai wohi aik rozay ka fidya hai.

    Please refer to the video below from 30:51 to 32:24

    https://youtu.be/jaHNVt2E4rQ?si=vGRxtkoH9TWa1oFH&t=1851

  • Umer

    Moderator September 10, 2025 at 12:47 am

    Please also refer to the video below from 35:09 to 37:45

    https://youtu.be/kQvy2Zy6qkY?t=2109

    Alternative Link: ilm-o-Hikmat 26-03-2023

You must be logged in to reply.
Login | Register