-
Reference From Sunnan Kubra 5539 Regarding Music
I have tried to find Sunnanul kubra 5539
Amir bin saad bijali sa rawiyyat ha ka main aik shai mn qarza bin kaad abu masud ansari aur sabit bin zaid ka pas ja kar betha to kia dekhta hn wahan kuch bachiyyan daf baja rahi hn aur ganna ga rahi hn mn na kaha subhan allah aap logo rasool ullah ka sathi balka baddar ki jang larna wala aur aap ka samna yeh kuch ho raha ha. Qarza aur abu masud na kaha tum chao to yahan beath ka sunao wrna tum ja sakta ho
Is ka reference please share kr dyn
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1937 days, 9,076 registered users have posted 66,049 messages under 19,220 unique topics on Ask Ghamidi.
