-
Is Doing Dua And Azkar After Farz Salah Bidat?
meine ek ribayat padhi hei jisme subahanallah, alhamdulillah, allahuakbar sabi dhkir 33 karke 99 karle aur akhir me
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ، وَلَهُ الْحَمْدُ، وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَىْءٍ قَدِيرٌ
yeh padhkar 100 kar lene ki bat ayi hei
aur ek me allahuakbar keh kar 100 karne ki bat ayi hei .
https://sunnah.com/bulugh/2/217
https://sunnah.com/muslim:2727a
aur ek jagah ayah hei ki ayatul kursi padhna bhi
https://www.abuaminaelias.com/dailyhadithonline/2012/08/27/ayat-al-kursi-after-salat/
kya ribayat sahi hei aur yeh fard namaz ke bad padhna chahiye sabit hei..?
aur kya fard namaz ke bad dua karna hee galat hei ya phir ijtimai dua karna sabit nehi hei akele me agar namaz ke bad hath utha kar dua kare har fard namaz ke bad tab bhi kya yeh galat hoga
Sponsor Ask Ghamidi