-
Are All Tafseer's Influenced By The Same Sources?
Assalamu alaikum wrwbSheik jaisa k dr shehzad saleem sheik ne guzista ke Q&A session me 3 mufassiriin sahaba ka zikar kiya thaAbdullah bin umar,abbas,masood raziallahu anhu ajmaeen
To kya shiek aaj jitne b tafasiir hai wo tamaam tar in mufassirin ki tafasir aur aqwaal se aqas ki gayi hain?.
Neez kya imaam islaahi aur ustaad ghamidi sahab ki tafseer bhi inhi sahaba me se ki ek sahabi ki tafasir se mushaabeh hain?.
Aur kya in teen sahab me chand ayat par jab kuch muqtalif tashreeh karna ya ilmi iqltef hona tashreeh me is se kya ek dusre par tahreef e quran ka ilzam laga hai?
Sponsor Ask Ghamidi