-
Khatam On Food
Assalamualaikum
ALLAH ky nam pe jb koe khana taqseem kiya jane lagy tu us khane main sy thora sa khana alag kr ky us Khane ko samne rakh kr us pe qurani ayat parhana phir phonk dena aur khane ko ALLAH ky name pe logon ma bantt dena kiya ye amal/tariqa jaiz hai? Khane ko samne rkhna aur us pe quran aur zikr parhna lakin niyat esal e sawal nai niyat ALLAH ky nam pe logon main khana taqseem krna ha? Kiya yeh bidat hai yah is sy waisy rokain gy yah jaiz amal ha aisa kr sakte hain?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1585 days, 7,397 registered users have posted 58,128 messages under 16,153 unique topics on Ask Ghamidi.