-
Doubts And Whispers While Offering Salah
Assalamoalaikum,
Main jab namaz parhti hoon mujhe bohut zyada aur had se zyada waswase aate hain, ke maine shayad surah , sajda , roku ya rakat nahi parhi hogi, aur main 5 , 6 baar farz namaz parhti hoon ya baar baar parhti hoon . Meri halat din ba din badtar hoti chali jarahi hai main bohut zyada pareshaan hoon , please mujhe kuch bata de take mera waswasa khatam ho jaye.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2309 days, 10,404 registered users have posted 71,796 messages under 21,485 unique topics on Ask Ghamidi.