-
Wisdom Behind Covering Of Body (Zeenat Causing Undue Attention)
Jaha par allah ne sari hidayat di hai mard o zan ko satar ko poshida rakhne ki aur mamol se hath kar jo zeenath hai usko chupane ki khawateen k liye !
Undue attention na aaye kisi ki!
Confusion ye hai,jab Amna samna hota kisi b gathering me ya kahin tab chehra aur zahiri husan o zenath nazar aati hai ,ise mahsoos kiya jata hai mard o zan dono taraf se isme koi lust ka element na b ho tab b, jab aap kisi k samne jaate ho to apni halat ku durust karte ,take jab koi dekhe to presentable lage aap khwab ap mard ho ya aurat,
Kya ye undue attention lene ke mutaradif hai?
Sponsor Ask Ghamidi