Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Epistemology And Philosophy Wisdom Behind Covering Of Body (Zeenat Causing Undue Attention)

Tagged: , ,

  • Wisdom Behind Covering Of Body (Zeenat Causing Undue Attention)

    Posted by MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER on November 16, 2024 at 2:23 pm

    Jaha par allah ne sari hidayat di hai mard o zan ko satar ko poshida rakhne ki aur mamol se hath kar jo zeenath hai usko chupane ki khawateen k liye !

    Undue attention na aaye kisi ki!

    Confusion ye hai,jab Amna samna hota kisi b gathering me ya kahin tab chehra aur zahiri husan o zenath nazar aati hai ,ise mahsoos kiya jata hai mard o zan dono taraf se isme koi lust ka element na b ho tab b, jab aap kisi k samne jaate ho to apni halat ku durust karte ,take jab koi dekhe to presentable lage aap khwab ap mard ho ya aurat,

    Kya ye undue attention lene ke mutaradif hai?

    Dr. Irfan Shahzad replied 1 week, 6 days ago 2 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Wisdom Behind Covering Of Body (Zeenat Causing Undue Attention)

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar November 17, 2024 at 5:45 am

    یہ جمالیات کا معاملہ ہے۔ انسان دوسرے کے سامنے اچھا بن کر ہی جاتا ہے۔ اس کی وجہ سے بھی کسی میں جنسی جذبات پیدا ہوتے ہیں تو اسی کو درست کرنے کی ضرورت ہے۔ آداب اور احکام میں کوئی اضافہ نہیں کیا جا سکتا ہے۔

    • MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER

      Member November 22, 2024 at 2:27 pm

      @Irfan76 ji shiek ,finafsihi is jazbe ko ,ek dusre k samne accha bankar dikhna,ise undue attention lene ya dene me itlaq nahi hoga na iska?

    • MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER

      Member November 24, 2024 at 2:35 am

      Kyuke kisi sahib e ilm ne kaha tha ka , surah agar aap padhenge to use se ye samjh aata hai,k khawateen ki fitrat me ye hai k wo acha lagen logo k aage aur mard ki fitrat me ye hai k wo jo acche Lage use dekhein,Allah ye chahta hai k mard ko jo accha lege use na dekhe jaye aur aurat ye irada na rakhe k wo kisi ko acchi lage mard ko,isme shehwat ya bagair shehwat k jazbe ki taqsees nahi hai,

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar November 26, 2024 at 12:50 am

    معمول کا میک اپ یا معمول کی ارایش ممنوع نہیں۔ دین میں سختی نہیں ہے۔

You must be logged in to reply.
Login | Register