-
Qeyamat Ka Waqt
Sawal ye hai k Keya jab qeyamat aaye gi to insan zameen per aameen mamool k hisab se zindagi guzar rahe honge ? Asal me main confused hoon k waqte qeyamat Keya ho ga ? Aur Keya qeyamat aur mahshar mein ek waqfa hai ? Soor kab pooka jaye ga aur tab Keya ho ga ? Insan aasman kab lapeta jaye ga ? Pahad kab udenge aur roze mahshar kab aur kahan ho ga ? Jab ye duniya tabah ho jaye gii to mahshar yahan to ho ga nahin .. aur qeyamat hi aa jaye gi phir ye zameen nahi ho gi uske baad mahsher ho ga to ye bataiye ke insaan ko apni qabr se kab nikala Jaye ga .. insab ka silsilewar dhang se Keya steps hain ?
Sponsor Ask Ghamidi
Sorry, there were no replies found.