-
Quran Ke Jhooti Qasam
Asalam u alaikum!
Agar kissi nay Quran ke jhoti qasm khayee ho tau uss ka Kia kaffara hay?
Aur agar koi Allah ka qasm kha kar apnay app say wada karay keh mein yeh ghalat kaam naheen karoun ga phir woh ghalat kaam kar bhaitay tau iss ka Kia kaffara hay? Uss nay Allah ke qasm sirf apnay app Ko buray kaam say bachanay Kay liyay khayee thee.
JazakaAllah
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2163 days, 9,892 registered users have posted 69,990 messages under 20,751 unique topics on Ask Ghamidi.