-
Qurbani Ka Nisab
Mera sawla qurbani ki nisab ky bary main hain. Qurbani ka nesab kitna hain aur kya ye zarori hain ki agar mal nesab tak pahunch jaye to lazman qurbai karni chahye qnki ajkal ki halt main ye mumkin hain ki maal nisab tk ho lekin zarorty itny ho ki qurbani krny main mushkil ho.
Dosra sawl ye hain ki mera takyq swat sy hain aur yaha lrkyo ko haq mahar main sona dety hain. Phir shadi ki bad uska shuhar qurbani krta hain apni leye bhi aur bewi ke lye bhi qnki yaha molvi sahabn kehty hain ki bewi ki pass sona hain aur in par qurbani wajib hain. Lekin mery khyal main wo to mal hain hi nahi qnki na to ye unho ne kamaya hota hain na is ke ilawa unky pas koi air paisy waghera hoty hain. Aur wo khud bhi qurbani ki pesy nahi dety magr wo phir shohar ki zemy hota hain ky biwi ki bhi qurbani kary. To is bary main tori rehnamaye chahye ki upar qurbani wajib hoti hain k nahi
Sponsor Ask Ghamidi