-
Witr Namaz
Kya isha ki namaz k liaay farz kafi hai ya sunnah or witr bhi zarori hai qk kam ki noyat aisi hai k just farz hi ada kar sakta hu or kya witr 1 ya 3 ada karny hotu hai
Aik aalim ka clip daikh raha tha tu unho nay kaha k Hazrat Muhammad PBUH mustaqil witr ada karty thy or hamy bhi ada karny ka hukam diya is bary rahnumai kar dy
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2148 days, 9,837 registered users have posted 69,775 messages under 20,676 unique topics on Ask Ghamidi.