-
Sunnat Ka Kese Pata Chaly Ga?
Sunnat Musalmano k ijma o tawatur s ay ha. ye bat tw theek ha. lkin jin cheezo me ikhtalaf aa gya us me kese pata chaly ga k ye bad m shamil ho gy han ya shuro s tawatur se chal re han. jese k Ruku se pahly Rafa yadain. ab hamare samny aj bht se Ulama han jo kahty han Rafa yadain lazmi ha . or kuch akhbar e ahaad b dikha dety wo . oor bht barri tadaad me ummat ruko s pahly Rafa yadain nahi karti. Logically ye Mumkin ha k ho sakta susti ki waja s bad m ahsta ahsta logo n rafa yadain chor dya hn. or ye bht se ulama ka shuro s claim ha. ab is ko justify keses kare ? issi tra Bachy k kaan me azaan ki sunnat. wo tawatur se log karty ay. lkin aj ghamidi sab n tehqeeq ki k shuro m ye nahi ta. ye kese pata chala? ho sakta is ka zikar kitabo m na ho lkin ho sakta muslamano ka amal shuro se ye raha hn
Sponsor Ask Ghamidi
Sorry, there were no replies found.