-
Masturbation
Ghamidi sb k tazdeek Masterbation jaiz amal ha kyun k Allah Tala ny sirf azdawaji talluk sy mana kia ha na k degar taskeen ki sargarmion sy jo k bat smj main ati ha lekin sawal yh peda hota ha k Masterbation baghair kisi fahash mawad consume kiye ya fahash tasawwur k karna mumkin nahi lagta mujhy, to kia wo fahash mawad ya fahash tasawwur Fahashi k zumray main aa kar Masterbation k amal ko haram k darjay par nahi lay jata?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 2249 days, 10,106 registered users have posted 71,300 messages under 21,246 unique topics on Ask Ghamidi.