-
Qbr K Mamlaat
Azab e qbr ki haqeeqat kaya hai? Agar quran ki taleem sab k liay hai tou uss trha phir jese firawun r uski aal k baray m jo ata hai k unhy un ka thikana subah shaam dikhaya jata hai unkay kufr ki wjase r naik logon ko jannat ki basharat di jti hai tou yay aam logon k liay jese hum hain tou hmaray liay bi hai?aur qbr m jo sawalat hain unki haqeeqt kaya hai? Kaya wo aam logon se bi hongay? Aur jo munkir nakir k huliya bayan kia jata hai k wo logon k pass jis beyhanak sorat m ayain gay sawal krnay, kaya yh sb darust hai?
Sponsor Ask Ghamidi
Sorry, there were no replies found.