-
Zakat And Tax
Ghamidi sb k mutabiq riyasat tax ki surat main sirf zakat collect kr skti ha or musalan bhi zakat ada krty waqt tax ko deduct kr skty hain lekin zakat 2.5% ha minimum jab k tax bohat ziada hota ha, to kia aisi surat e hal main manupulation k zariye tax bachaya ja skt ha k apni puri amdan he na reveal ki jaey? Or dusra yh k agr hakoomati nizam par yakeen na ho k wo tax ka paisa muashry ki welfare k liye kharch karain gay to kia tax dene k bajaey khud zakat musahkeen tak pohanchai ja skti ha? (Tax ada kiye baghair)
Sponsor Ask Ghamidi
Sorry, there were no replies found.