-
Qadiani Or Shia
Assalam o alaikum sir
Qadianio k according nabowat khatam ni howi or shia k mutabiq nabowat to khatam hogai magar imamat baqi hai rasool Allah k bad. Agar result k tor par dekha Jay to dono group aik hi kam kar rahe hai khatme nabowat ka inkar matlab dono k mutabiq Allah se rabte k silsila khatam ni howa. Aik group sharab ko sharab keh raha hai or dosra angoor ka juice.Sawal ye hai k hm log jitna qadanio ka inkar karte hai utna shio ka q ni or yaha to riyasat b qadianio ko kafir kehti hai kia ye tazad ni hai???
Sponsor Ask Ghamidi