-
Ijma And Sunnat (Differences In Salah/Prayer)
Ghamidi sahab once said k jab ijma se koi cheez muntakil hoti ha to ijma us ki tardeed bhi karta ha. Certainly namaz bhi hamain ijma or tawatur se mili ha. Now my question is jab namaz me logo ne rafa-yadain ko chora to phir ijma ne us ki tardeed q nai ki? Is se aik or question raise hota ha k agr namaz me rafa-yadain ki ijma tardeed nai kar ska to to phir ijma ki kya ahmiyat reh jati ha? Or is mamly me ijma foolproof kiyun nai ha jis tarah quran k mamaly me ha?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1643 days, 7,540 registered users have posted 59,422 messages under 16,624 unique topics on Ask Ghamidi.