Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Parda

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 8:14 am

    Kya cousin se parda h unse bat kr skte h kyu ki hm joint family me rhte h

  • Faisal Haroon

    Moderator September 24, 2020 at 10:38 am

    There’s no such thing as parda in Islam. There are, however, etiquettes specified in the Quran (norms of gender interaction) both for the men and the women when they meet or find themselves in mixed gatherings.

    https://youtu.be/vaKwcMXxOKs

  • Faisal Haroon

    Moderator September 24, 2020 at 10:38 am

    For a very detailed discussion by Ghamidi sahab on this topic, please refer to:

    Discussion 22603

  • Faisal Haroon

    Moderator September 24, 2020 at 10:45 am

    For Quran’s directives on the norms of gender interaction, please see:

    Discussion 30301

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 11:52 am

    Kya jo cousin h bade abba ki ldki wo na mahram h mere

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 7:35 pm

    To mtlb unse baat kr skte h mtlb ek hi ghr me joint family mtlb mazaak kr skte h jaise bhai bahen me hota unse baat kr skte h aur jaise mtlb unse koi tareeke Mera parda h kya ki unko chuh nhi skte h ya baat nhi kr skte

  • Faisal Haroon

    Moderator September 24, 2020 at 8:10 pm

    Please watch this:

    https://youtu.be/OGuyZ7HmHlA

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 8:23 pm

    Jamia sagherr me ek riwayat h ki aurto ka dhakka lgna aesa h ki mard apne sir me keel mar le to chuhna kaise h kya wo riwayat sahih nhi h

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 8:31 pm

    This hadith from al-Tabaraani in al-Kabeer:

    It was narrated that Ma’qil ibn Yassaar said: the Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “For one of you to be stabbed in the head with an iron needle is better for him than that he should touch a woman who is not permissible for him.”

    Narrated by al-Tabaraani in al-Kabeer, 486. Shaykh al-Albaani said in Saheeh al-Jaami’, 5045, that this hadeeth is saheeh

    • Umer

      Moderator September 25, 2020 at 1:30 am

      Is hadees main us lams or mas ki mumaniyat hai jo aik khas qisam ka haath milana hota hai jis main lams or mas hota hai. yahi waja hai kai iska kuch loog choona tarjama kartay hain aur kuch loog haath milaana. Jab kai Ghamidi Sahab kai mutabiq is main jo alfaaz istemaal huay hain unka sahi tarjama woh waala lams aur mas hai jo aurat sai haath milatay waqt bheech main dar aata hai.

      Shiekh Albani kai haan yai hadees Sahih hai laikin doosray muhaddeseen is main bhot naqd aur jarah bh kartay hain. Is Hadees ka Sahi hona mutlaqan toh muhaddeseen kai haan bh saabit nbi.

      Baraye meharbaani, tafseelaat kai liya neechay waali video mulaihza farmayne:

      https://www.youtube.com/watch?v=T8Fy-SF3vj8&t=711s

  • Mohammad Hasan

    Member September 24, 2020 at 10:57 pm

    Bhai ye jo hadees h hmne bhejo kya wo glt h isko explain kriye aur urdu me jawab bhejyiega

  • Mohammad Hasan

    Member September 25, 2020 at 1:35 am

    Lekin isme dhakka lagna h aur ap hath milana kh rhe h to kya mtlb h ye

  • Mohammad Hasan

    Member September 25, 2020 at 5:01 am

    Ap dhakka lagne ko kh rhe h lekin ye hadess me to touch hona h to kya mtlb h iska

  • Mohammad Hasan

    Member September 25, 2020 at 8:08 am

    Lams aur mass k mtlb kya h

  • Umer

    Moderator September 25, 2020 at 12:26 pm

    Please see this detailed response:

    Discussion 31467 • Reply 31498

The discussion "Parda" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now