Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Surah Fateha

Tagged: , ,

  • Surah Fateha

    Posted by Muhammad Ahmed on September 28, 2020 at 2:55 am

    There is a common difference of opinion between hanfis and ehle hadees between the recitation of surah fateha. Hanfis also hold a point that the attendees dont have to recite anything whethet namaz is sarri or jahri and that the recitation of imam is enough. This leads to the difference of opinion on the validation of rakah if its joined in rukoo

    Where should we stand regarding all this as surah fateha is a compulsory part of prayer. But common sense says that a dua from the imam should be enough for everyone

    Please comment on all of this

    Umer replied 3 years, 6 months ago 3 Members · 10 Replies
  • 10 Replies
  • Surah Fateha

    Umer updated 3 years, 6 months ago 3 Members · 10 Replies
  • Umer

    Moderator September 28, 2020 at 4:36 am
  • Muhammad Ahmed

    Member September 28, 2020 at 5:38 am

    From imam malik perspective which seems the most reasonable. One more question arises. If in a namaz like zuhr n asar u reach a rakah in rukuu than u should perform that rakah again as fateha has been missed.

    • Umer

      Moderator September 28, 2020 at 11:50 am

      This is again an ijtihadi matter as nothing has been fixed in this regard by the Prophet (sws) himself. There is one narration usually quoted by people, but that narration itself is very confusing and is used by both point of views in their support. Ghamidi Sahab, however, is of view that if one finds the rukoo of one particular rakat, that rakat will be considered prayed.

    • Muhammad Ahmed

      Member September 28, 2020 at 12:54 pm

      @UmerQureshi thanks

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 7:24 am

    Magar ek hadees h jisme rasoollah SAW namaz padha rhe the aur unke piche kuch log tej awaz se padh rhe the h wo rasoollah padh rhe the to ap ne kha ki meri piche Mt padho magar sirf sureh fatiha k alwa aur wo namaz Fajr ki thi aur jahri thi to ap kya khege

    • Umer

      Moderator September 28, 2020 at 11:52 am

      is main hukam nhi aik mashwara hai kai agar fateha parhni hoo to halkay parha karo.

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 7:29 am

    Aur ek surat ye bhi ho jati h ki kabhi der se aye aur nhi sun paye sureh fatiha to kya kre rakat wali. Dobara kya kre

    • Umer

      Moderator September 28, 2020 at 11:53 am

      agar waqt hai toh fateha parh lain.

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 11:54 am

    Lekin us waqt to kha tha ki jisne fatiha nahi padhi uski namaz nhi ye alwaz h to ye aesa kyu ap kh rhe h ki ye mashwarah h

    • Umer

      Moderator September 30, 2020 at 9:20 am

      Ji bhai! Fatiha aur saath main kuch quran ka hissa parhna namaz main laazim hai aur yai baat Nabi (sws) sai hamain ijma aur tawatur sai muntaqil hue hai. Iski tafseel hadees main yai milti hai, jiski tashreeh yai hai kai akailay namaz main toh fateha parhna farz hai laikin agar jamaat main koe parh raha hoo toh halkay sai parhay, yai hukam nhi hai balkay aik naseehat hai aur is taraf tawajjo bh dilaati hai kai jaamaat main asal qirat imam ki qirat hai na kai akailay ki qirat, sur koe bh aisa kaam nhi karna chaiyai jis sai imam ki qirat main khalal paray.

The discussion "Surah Fateha" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now