Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam اجماعی غلطی

Tagged: 

  • اجماعی غلطی

    Posted by Muhammad Imran on October 4, 2020 at 2:27 am

    غامدی صاحب سے جبھی پوچھا جاتا ہے کہ اپ روایت سے ہٹ کر راے رکھتے ہے۔۔ کیا امت کی اجماع و تاریخی روایت غلط تھی؟

    تو غامدی صاحب عساءیت کی مثال پیش کرتے ہے کہ ان کی اکثریت و اجماع تثلیث پر متفق ہے۔۔۔۔ جو کہ غلط ہے یعنی ہمارے تاریخی روایت بھی غلط ہے

    لیکن کیا عسایت اور امت محمدی جو اخری نبی کی امت ہے ایک جیسی ہے۔۔۔ کیا امت محمدی گمراہ اصولی طور پر اجماعی غلطی پر متفق ہو سکتی ہے۔؟

    Umer replied 3 years, 3 months ago 5 Members · 8 Replies
  • 8 Replies
  • اجماعی غلطی

    Umer updated 3 years, 3 months ago 5 Members · 8 Replies
  • Faisal Haroon

    Moderator October 4, 2020 at 11:34 am

    Na ho saknay ki wajah aap ki nazar mein kya ho sakti hai? Meri nazar mein sirif dow sooratein ho saki hein: aik tow ye ke ummat-e-Muhammadi insanon ki bajaye farishton ki kisi jamaat ka naam ho, ya phir ye ke khuda/rasool ki koi sanad ho ke aisa kabhi nahi ho ga. In donon mein se mere ilm ki hud tak koi bhi baat nahi hai.

    Doosri baat ye ke kya ummat waqai mein muttafiq hai? Tareekh se pata chalta hai ke ummat mein deen ke muamlay mein hamesha se ikhtalafat rahe hein. Aur ye ikhtalafat koi chhotay ikhtalafat bhi nahi hein. Khuda ki zaat-o-sifaat se le kar, tawheed, risalat, nabuwat, maqasid-e-deen, Quran, sunnah, hadees, ihkamat, itlaqatat – aap ko hur daur ke baday baday ulema mein iss tarah ke ikhtalafat ki aik lambi fehrist mil sakti hai.

    Durust tareeqa sirif ye hai ke hum kisi bhi baat ko jazbat se oopar uth ke parkhein aur dalail ki bina pe radd ya qubool karein. Iss ke siwa meri nazar mein hamare paas aur koi rasta nahi hai.

  • Faizan

    Member October 4, 2020 at 11:49 am

    @faisalharoon

    There is a narration, which is often presented as an evidence: “Ummah wouldn’t have a consensus on a wrong belief” and this establishes *ijma* as a source of religion.

    I paraphrased the narration. Your point 1 is very valid and I agree with it.

    I just want to know what’s its authenticity and context?

    Thanks

  • Mohammad Yaseen

    Contributor January 12, 2021 at 7:12 am

You must be logged in to reply.
Login | Register