-
Dua-e-Qunoot In Tahhajud
Kya dua e qunoot padhna jarori h agr bhul gye padhna to ky witr k namaz ho jayengi
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1542 days, 7,309 registered users have posted 57,238 messages under 15,793 unique topics on Ask Ghamidi.
A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn
Forums › Forums › Islamic Sharia › Dua-e-Qunoot In Tahhajud
Tagged: Salah
Kya dua e qunoot padhna jarori h agr bhul gye padhna to ky witr k namaz ho jayengi
Bhai hamne pucha h ki padhna jaroori h ki nhi
Optional hai bhai
Aur ye batayie jaise ki ruku se phle aur ruku baad padh sakte h magar jo ruku k bad padhte h wo to qunoot nazila h na
Ruku se phle duae qunoot h
Ji ruku se pehlay bhi padh saktay hein aur ruku ke baad bhi. Nazila ke bare mein mujhe koi ilm nahi hai ke ye kya hota hai.
Ruku kai baad bh parhna saabit hota hai is sai, kuch bh dua parh saktay sirf qanoot-e-nazla ka parhnay k qanoon nhi nikalta. Hazoor (sws) kai is uswa sai namaz main ikhtiyari dua karnay kai mowaqay ka pata chalta hai, na kai sirf aik nazila ka hukam nikalta hai. Qanoot ki dua ruku sai pehlay bh kar saktay hain aur baad main main bh. Rawayaat main Witar waali qanoot aam tor par jab bh Hazoor (sws) parhtay thay to ruku sai pehlay parhtay thay. Laikin ruku kai baad bh parh saktay hain.
Version 1.0
by Muhammad Faisal Haroon
Code of Conduct
Terms of Use | Privacy Policy
Copyright © 2020 Al-Mawrid U.S.
All Rights Reserved.