Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islam and State Riyasat Ko Qanoon Banane Ke Hudood

Tagged: ,

  • Riyasat Ko Qanoon Banane Ke Hudood

    Posted by Anwar on October 23, 2020 at 11:32 am

    Riyasat ko kya sirf 1) Haq Talfi aur 2) Jaan, Mal aur Aabru ke khilaf hi qanoon banane ka haq hai ?? Toh fir badqari ya isi noiyat ke dusre kamo ko qanoon ki satah par kese roka jayega !!!

    Ahmad Shoaib replied 3 years, 6 months ago 3 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Riyasat Ko Qanoon Banane Ke Hudood

    Ahmad Shoaib updated 3 years, 6 months ago 3 Members · 2 Replies
  • Muhammad Ahmed

    Member October 23, 2020 at 1:34 pm

    Logon ki ikhlaqi tarbiyat se. Insaniyat se qareeb hone ki aur phir imaan se qurbat ki zarurat hy. Qanoon kisi burai ka hall nai bantaa. Wo ik achay muashray me intishar phelne se rokta hy. Kisi burai ka agr itlaq logon ki jaan maal abruu k khilaf hoskta ho to hi qanoon k dairay me aega. Isilie sharab jesi chez pr qanoon bnne k wqt bhi hazrat ali ra ne us burai k asar ka itlaq logon ki abruu k khilaf kia.

  • Ahmad Shoaib

    Contributor October 23, 2020 at 1:51 pm

    Fornication means that people may have children outside of wedlock which usually does not ensue any responsibility leading the the rights and wellbeing of children being infringed upon.

    Adultery breaks the institution of the house which may cause divorce which harms the child.

    As a preventative law- all illegal sexual relations are made illegal.

You must be logged in to reply.
Login | Register