Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Is There Any Reference For Mehfil-E-Zikr From Quran And Hadith?

  • Is There Any Reference For Mehfil-E-Zikr From Quran And Hadith?

    Posted by Shah Meer on October 28, 2020 at 10:36 am

    Kia jo safed libas pehn kr mehfil e zikr munaqqad hoti hai jismein Allah ho ka zikr kia jata hai or kuch log tarrapne lgte hain kehte hain qalb jaari howa hai ye bnda naik dil hai kia imaan napne ka ye koi paimana hai ?? kia Islam main iski koi daleel milti hai ??Mere mamu iss tarah k mehfil main shirkat krne ki daaqat dete hain jabke hum isko sahi nai smjhte jis ki bina pr wo humse nraz hain iss soort e haal main kia krna chahiye ???

    Umer replied 3 years, 6 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Is There Any Reference For Mehfil-E-Zikr From Quran And Hadith?

    Umer updated 3 years, 6 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator October 28, 2020 at 6:12 pm

    In tamaam amoor ka deen sai koe taluq nhi hai balkay yai naya deen ijaad karnay kai mutaradif hai. Deen hamain poora kaamil shakal main Quran aur Sunnah ki soorat main mil chuka hai.

    Aap apnay mamu sai izzat-o-ehteraam ka rishta barqaraar rakhtay huay unkay istadlaal ki ghalti wazeh kartay rahain.

You must be logged in to reply.
Login | Register